invoice customization using productivity suit ( token dwara ms word me invoice creation)

Discussion in 'Free Source Codes' started by Hems, Oct 27, 2022.

    
  1. Hems

    Hems Member


    sir
    maine is plate form ki madad se xml token dawara invoice ko ms word me apne anusar set kiya hai. is se hum apne anusar formate change kar ke invoice customize kar sakte hai.

    sir mujhe aapki help chahiye
    1. hsn code ke token kya hoga ?
    2. party ke state code ka token kya hoga ?
    3. partyledgername ka adress $address:Ledger:$PartyLedgerName ye likhne per sirf 1 line hi aati hai. but $$FullList:Address:$Address ye likhne par full address 1 hi line me continue aata hai. aise
    32 ramnagar, guljar chowk, mehandi bazar , sojat - pin 304512

    adrees mujhe alag alag line me chahiye jaise -:
    32 ramnagar,
    guljar chowk,
    mehandi bazar,
    sojat - pin 304512

    is tarah

    plaese help
     

    Attached Files:



Share This Page